Most Famous Hidndi Movie Dialouges..



Dosti Ki Hai – Nibhani Toh Padegi – Maine Pyar Kiya


Mooche Ho To Nathulal Jaise Ho….Warna Na Ho – Shaarabi


Sara Saher Mujhe Lion Ke Naam Se Jaanta Hai – Kaalicharan


Police Ne Tumhe Charon Taraf Se Gher Liya Hain – Apne Aap Ko Kannon Ke Haawale Kar Do





Paanch Ruapiya Bara Ana – Chalti Ka Naam Gadi


Babumoshai…. – Anand


Ki..Ki…Ki…Kiran – Darr


Mere Paas Maa Hai – Deewar


Mogambo Khush Hua – Mr. India


Kitne Aadmi The – Sholay





Chal Dhano! Aaj Teri Basanti Ki Izzhat Ka Saawal Hai – Sholay


Hum Jaha Pe Khade Ho Jaate Hein, Line Wahi Se Shuru Hoti Hai – Kaaliya


I Can Talk In English, I Can Walk In English, I Can Run In English….Because English Is A Phunny Language – Namakhalal


Yeh Dhai Kilo Ka Haath Jab Kisipe Padtha Hai Na…Toh Aadmin Ut-Tha Nahi Ud Jaata Hai..


Sinoreeta… Aisi Bare Bare Deshon Mein… Aisi Choti Choti Batein… Hoti Rehti Hai,


Aaj Sham 6 Baje Maut Ke Sat Appendment Hai, Apendment Enlgish Bolta Hai……. (Agneepath)





DON KO PAKADNA MUSHKIL HI NAHIN, NAMUMKIN HAI


Rajesh Khanna- Pushpa, Aye Pushpa, I Hate Tears Re…


Yeh Bacchhon Ke Khelne Ki Cheez Nahi, Haath Kat Jaaye Toh Khoon Nikal Aata Hai’


Mein Chota Sa, Pyara Sa, Nanha Sa, Baccha Hoon: Shakti Kapoor





Ye Haath Hamain De De Thakur!!!
Kuttey.. Main Tera Khoon Pee Jaunga
Humaara Naam Soorma Bhoopali Aise Nahin Hai!!!


Rishtey Main To Hum Tumharey Baap Hotey Hain, Naam Hai Shenshah


Itna Sannata Kyon Hai Bhai?


Koun Kambakht Bardasht Karne Ke Liye Peeta Hai…







Appke Pare Bahut Khoobsurat Hain, Inhe Zameen Par Mat Rakhiyega , Maile Ho Jaayenge
JAO PEHLE USKA SIGN LEY KAR AAO JISNE MERE HAATHO MEY YE LIKH DIYA !!!!!!!!!!!!.





Govinda In “Deewane Mastane”
Govinda: “Chal Hata Sawan Ki Ghata, Khaal Khuja Batti Buja Ke Soja Nintukle Pintukle, Vanti Pe Khadeli He Banti Baja Rahi Hai Baar Baar Ghanti Kulla Mila Ke Paschim Ko Palatle… Bahut Ho Gaya Phut Le Vat Le…Chal Jaa Yaha Se … Hawa Ande Yaar….”









Itni Shiddat Se Maine Tumhe Paane Ki Koshish Ki Hai
Ki Har Zarre Ne Mujhe Tumse Milane Ki Koshish Ki Hai….
Kehte Hai Agar Kisi Cheez Ko Dil Se Chaaho
Toh Poori Kaynath Tumhein Usse Milane Ki Koshish Mein
Lag Jaati Hai…Aap Sabne Mujhe Meri Chahat Se Mila Diya…(Om Shanti Om)






Um Jis School Mein Padhte Ho Hum Uske Headmaster Rah Chuke Hain….
Vinod Khanna In Haath Ki Safai






Main Tumhe Bhool Nahin Sakta Kyunki Yeh Ho Nahin Sakta, Aur Tum Mujhe Bhool Nahi Sakti Kyunki Ye Main Hone Nahi Doonga….
Suneil Shetty In Dhadkan

















Govinda in “Deewane Mastane”

Govinda: “Chal Hata Sawan ki Ghata, Khaal Khuja Batti buja ke soja nintukle pintukle, Vanti pe khadeli he banti baja rahi hai baar baar ghanti kulla mila ke paschim ko palatle… Bahut ho gaya phut le vat le…Chal jaa yaha se … Hawa ande yaar….”

Anupam khair: “Ye kaha se sikha Bunnu bete?”

Govinda: “Picture me dekha tha dad..!”



agar kisi cheez ko puri chiddat se chaho,,,to puri kayanaat usse aapse milvane par majboor ho jaati hai.. har aurat ka khwaab hota hai..ek chutki sindoor from oso


Dava bhi kam na aaye koyee duaa na lage mere khuda kisiko pyaar ki hava na lage from— sarfarosh




Sharabi: Do aansoo ees aankh se gire, phir do oos aankh se. Phir do ees aankh se, do oos aankh se. Phir do oos aankh se, do oos aankh se. Kitne huye?…Nau lakh ke haar ke liye, Barah lakh ke Aanso? Daddy hote to kehte, Vijay tumhe business karna nahi aata



Tu Sad Sad Kyon Hai, Happy-Sad Kyon Nahi?
Hum Sad Kyun Hote Hain? Kyonki Mann Bhaari Hai, Heavy Heavy!
Mann Kab Heavy, Heavy Hota Hai? Jab Mann Ko Koi Hurt Karta Hai!
Mann Ko Kon Itna Hurt Kar Sakta Hai? Jo Mann Ke Very Very Close Hota Hai!
Mann Ke Very Very Close Kon Hota Hai? Jiske Sang Mann Very Very Happy Feel Karta Hai!
Happy Tha, Isliye Sad Hai Na, So Be Happy-Sad Not Sad-Sad!”(CHEENI KUM…)





car insurance quotes, auto insurance quotes, best auto insurance, Cloud Hosting, managed hosting, Best Smartphone, Gift Baskets, best smartphones on the market, smartphone app developers, smartphone app development, smartphone app, Hosting, shared Hosting, Best Hosting

No comments:

Post a Comment

ShareThis